Google pay Se Kate huve paise Vapas kese laye
Aaj ham Jane ge ki google pay Se Kate huve paise vapas kese laye, Dosto bohat sare log google pay, phone pay, paytm Jese online money transfer kar ne Vali application ka use Kare hai jisse aapka time bache or aapka time vest na ho Lekin kabhi kabhi ye application aapke liye problem khadi kar deti he Jese ki aapke paise Kat Jana dosto aapke sath asi problem huvi Hogi agar aap asi online money transfer Vali application use karte ho to agar nahi huvi to aage jake ye problem ho sakti he to hamare ye Aartical ko Dhyan se pade taki kabhi aapke paise Kat jaye to use vapas kese laye
Aaj ham Sabhi long online money transfer Vali application ka bohat jada use karte he Jese ki money transfer karna, mobile recharge karna, gas bill bharna, bijali ka Bill Jama karne ke liye ham google pay, phone pay or paytm Jese appli ka use Kare te hai aaj kal Sabhi digital payment ke liye ye Sabhi application ka use Kare te hai
Google pay Se pese Kat jane par Kiya Kare ? 🤔
Dosto aap sab jaante ho ge ki online money transfer Vali application aapko online payment karne me Ya phir online bill jama karne me assani hoti he Lekin kabhi kabhi aapke phone se pese to katt jate hai Lekin Aapki payment Ya Bill ki paise Jama nahi hote is tarah ki problem logo ke sath kabhi nahi kabhi huvi Hogi Jise aap paresan ho jaye hoge mene hamari yah post par usi Samsya ka samadhan bataya hai Jese ki Kate huve paise vapas kese laye.
Why does the transaction fail while making payment through UPI?
(Upi payment karte samay transaction fail Kiyon ho jata hai)
Upi se transactions fail hone ke bohat sare karn ho sakte hai. Kuch log mante he ki limit se jada transactions karne par bhi aapka transaction fail ho sakta hai. Aapko batadu to Kai bank rojana sirf or sirf 10 transaction ki anu mati deti hai aapke khate me paise kam hona Ya phir galat pin daal ne se bhi aapka transaction fail ho jata hai Lekin in Se aapka pesa nahi katataa
Lekin sab kuch aap sahi kar rahe ho phir bhi transactions fail ho jata or aapke account mese paise bhi katt jaye tab samsiya aati hai ki aapke Kate huve paise vapas kese laye kuch log depress ho jaye he ki paise vapas aayege ki nahi vese to Upi transaction fail ho ne par apne aap hi paise khate me aa jate kabhi kabhi Thoda time bhi lag jata hai to aaye jaante he ki Aapne Kate huve paise vapas kese laye
How to get money back when money is deducted from account
(khate se Paisa katt Jane par use vapas kese laye)
Google pay Ya phone pay Se pese Kat jane par jada kuch nahi karna he Bas chotti si process hai usko follow karna hai or aap use follow karoge to aapke Kate huve paise vapas aayege 😊
◾Khate se Paisa katt Jane par kabhi kabhi 4 se 5minit kes under aapke pese aapke. khate me credit ho jaate hai
◾agar Aisa nahi hota hai to Aapko 48Ghanta wait karna padega Ya phir 3 Dino tak wait karna hoga
◾agar 48 gante baad bhi aapka Paisa vapas nahi aata he to aapko Jise. application se paisa Kata he use. costember Helpline nomber hoga us pe call karna hoga aap Upi aap par jakar apni Sikayat darj kar sakte hai uske liye aapko apni payment history par Jana hoga usme aapko Raise Dispute par Jana hoga or raise dispute par apni Sikayat Darj kar ni hogi.
◾ Aap bank me jaa sakte ho
◾aapka Paisa vapas aane me karib Ek. saptah yane ki Ek week bhi lag sakta hai Lekin Aapki Kate huve paise vapasajayenge
Dosto agar aapko hamari ye google pay Se Kate huve paise vapas lane ki post achi lagi ho to aapko aap apne Dosto ko bhi share Kare taki un ko bhi information mile… ✍️
Aap path sakte ho 👇
Banko Of Baroda Me Loan Kese Le