Banko of baroda me loan kese le? 🤔
Hii Dosto agar aapka ka bank of baroda me Account he or Aap loan lena chahte hai to Dosto me Aapko Bataunga ki bank baroda me loan kese le
Koi bhi bank se loan Lena bohat asan hai Dosto aap kisi bhi bank se loan le sakte jaruri nahi ki bank of baroda se hi aap loan Le sakte ho. Bohat sare log loan lene ke liye bank me Rojana paresan Hote or apni job par or apne kaam ke liye Let ho jate hai to Dosto me aaj aapko ye bataunga ki aap apne phone se loan kese le kese le taki aapaka time bhi bache or Aapko loan bhi mil jaaye to to Chalo Dosto ab jaante he ki loan kese le
Bank Of Baroda Me Loan Kese Le ?
To Dosto bank of baroda me loan lene ke liye Aapko apne phone se google me bank of baroda ki website open karni Hogi aap jese hi website open karenge to Bank of baroda ka dasbord khul jaayega usme aapko sari bank loan ke bare me jaankari dee Hogi jisme aap ko Personal loan ke bare me bhi Dikhay dega or loan Kitne ki mill rahi hai uska entres kitna he or loan Kitne month ki he Vo sab Aapko dekh ne ko mill jayega
Vo dekhne ke baad Aapko niche Ek procid ka option dekh ne ko milenga usme aapko click karo ge to aap ke pas sabse pehle mobile number manga jaayega jo bhi nomber aap bank ke sath link he Vo dal Na hoga Or uske baad aapke phone me Ek Otp aayega usko Otp vale option me daal Hoga or uske niche aapko do Chek boks milenga uspe aapko Click karna hoga matalab ki rite click karna he uske baad Aapko Submit otp ke batan pe click karna he or uske baad aapke dura dashboard open hoga usme aapko pucha jayega Account holder of bank of baroda is ka matalab ye he ki aapka bank of baroda me account he ke nahi aga he to yes par click na he or nahi he to no par click karna he or uske baad Aapko select value ka option dekh ne ko milenga usme aapko
Aadhan card
Account number
Costomber I’d
Pan card
Ka options dekh ne ko milenge aapko Jise bhi loan Lena he usko select kijye Aapko Aadhan card se Lena he to Aadhan card select kijye nahi dusra Koi options selecte kijye ham yaha Aadhar card selecte karega or jese hi aadhar card selecte karonge to adhara card number dalne ka options milnga aap uspe aadhar card number dal dijye or uske baad niche Terms and conditions par select karke submit Otp ka options milnga usme click karo ge to uske baad Aapka dashboard khulega usme aapko jitne rupay ka load mil sakta he Vo dekhy dega
Dashboard me Aapko Ek requested amount ka options Dikhene ko milenga usme aapko jitne ki loan chaye Vo amount dekh ne ko milengi agar aapko itni amount ki loan nahi chahiye to aap amount requested amount ke option me amount kam kar ke bhi likh sakte ho or Aap likh kar kam nahi karna chahte ho to requested amount ke Baju me Ek line hogi uko kam jada karke ke bhi aapka amount set kar sakte ho amount set hoja ne ke baad uske niche aapko loan tenure ka option. Milgea usme aapki loan ke month likhe go ki aapkp kitne mahine ke liye loan chahiye sayd usme 18 t0 36 month ke liye Loan milti he Lekin aap usme mi month ka changing kar sakte ho or Aapko jitne month ke liye loan chahiye utna likh sakte ho or uske baad uske Baju me month ka option hoga aap ko jitne month ke liye loan chahiye utne tak us line khich Lo Iska Matalb ye he ki aap ne jitne ki loan li he usko aap ne chune huve month ki under chukta kar dena kar hoga or uske baad Aapko purpose of loan ka option milgea uska Matalb he ki aap loan Kiyon Lena chahte ho lone karn se loan Lena chahte ho usme aap apne hisab se koy bhi reason dal sakte ho or uske samne aapko Do you want a credit life insurance to secoure your loan? Likha huva milgea uska Matalb ki aap is loan ka insurance karva na chahte ho agar ha he to yes par click karege agar nahi he to no par click karege
Uske niche Aapko interest rate, loan emi or net loan amount dekhne ko milenga usme aapki loan Aapko kitne ka interest lagega Emi kitani Hogi or aapke loan ki net amount dekh ne ko mil jayegi ye sab hojane ke baad last me niche aapko ek proses ka option dekh ne ko milenga aap jese proses ke option pe click Karo ge to aap ko upper Terms and conditions ka page 📄 dekh ne ko milenga usko aap red karo ge to niche aapko terms and conditions ko Accept karne liye right click karna hoga or uske niche aapko send Otp ka option milgea aap uspe click karoge to aapke phone pe Ek Otp aayega aap Otp dalege or submit karge to uske baad thank you Likha huva milgea uska Matalb ki aap ki loan pass hogay he 😊
Thank you ke niche aapko account number aajaye ga uska Matalb heki aap bank account me aapke loan ki amount aagay he
To dosto bank of baroda me loan kese le uski janakari aapko idhar mil gayi he
Aapka bhi bank of baroda me account he yaa Bhir nahi to bhi aap is tarh se banko of baroda me loan le sakte ho Aapne dekha ki Hamne sirf or sirf adhara card se loan Li he agar aap bhi loan Lena chahte ho to hamne jese aapko upper 👆 bataya us tarh se aap bhi loan le sakte ho…. ✍️
Helpfully post 👇